Текст песни «Tu Hai Meri»

Исполнитель: Shiraz Uppal

Текст

Tu hai meri main hu tera Aaja meri baaho main aa aa aa Jina mera mushkil bada Tere bina kerde jina aasaan mera Dil main jo mere rehta hai Kya tune usako dekha hai Tere jaisi hai ya chahara tera Tune kaha hai saath jiyenge ham Duniya ke saath gham sahenge Main kehta hu saath marenge Mar bhi gaye toh yaado mein rahenge Kabhi marti nahi hai sachchi wafa Tu hai meri main hu tera Aaja meri baaho main aa aa aa Jina mera mushkil bada Tere bina kerde jina aasaan mera Na na na na na na na Tu jo kahegi chaahat se aage Rasta koyi hai manjile bhi hain kya Main yahaan kahunga Tu meri manzil hai rasta mera Chal pade toh pichhe kya dekhana Tu hai meri, main hu tera Aa aa aaja meri baanho main aa Jina mera mushkil bada Tere bina karde Jina aasaan mera aa aa.