Текст песни «Bolo Insha Allah»

Исполнитель: Shiraz Uppal

Текст

Mil jaye ga jo Maango Imaa'n Rakho Himmat Baandho Ik Doojay ki Taqat Bano Jazbay to hain Aagay barho Ik Jaa'n ho ke Chaltay Chalo Phir koi bhi Maidaa'n ho Allah kare Tum hi Jeeto Bolo Insha Allah Allah… Allah… Allah Rakho Jahan par bhi Qadam Lehraao Tum Apna Alum Na Josh Na Jazba hai Kum Qaum ka Rakhna Bharam Laakhon Dilon ki hai Dua Allah Kare Tum hi Jeeto Bolo Insha Allah Allah… Allah… Allah Koi Tumhen Rokay ga kia Barhta hua Tufaan ho Tum se koi Takraaye kia Tum Faulaadi Chataan ho Badal Ban kar Chhaa jao Tum Apni Dhun mai Aajaao Tum Laakhon Dilon ki hai Dua Allah Kare Tum hi Jeeto Bolo Insha Allah Allah… Allah… Allah Saara Zamana Jaan le Quwwat Tumhari Maan le Sajday mai hain Saare Chahane Wale Ke Tum ko hi manzil Mile Laakhon ki hai Yeh Dua Tum Kamyaab ho ke Aana Bolo Insha Allah Allah… Allah… Allah Mil jaye ga jo Maango Imaa'n Rakho Himmat Baandho Ik Doojay ki Taqat Bano Jazbay to hain Aagay barho Ik Jaa'n ho ke Chaltay Chalo Phir koi bhi Maidaa'n ho Tum Kamyaab ho ke Aana Bolo Insha Allah Bolo Insha Allah