Текст и перевод песни «Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai»

Исполнитель: Ghulam Ali

Текст

din mein kab socha karte thay so’en gay hum raat kahan ub aise aawara ghoomein apne wo halaat kahan kab thay taiz-rawi per nadaan ub manzil per tanha hein soch rahe hein in hathon se choota tha wo haath kahan kia tum ne unko dekha hai kia unse baatein kii hein tum ko kia samjha’en yaaro khayi hum ne maat kahan barso baad mile hum unse dono thay sharminda se dono ne chahaa bhi laikin phir aati wo baat kahan din mein kab socha karte thay so’en gay hum raat kahan ub aise aawara ghoomein apne wo halaat kahan

Перевод

Также mein kab socha karte thay so'en gay hum raat kahan Ub aise aawara ghoomein apne wo halaat kahan Kab thay taiz-rawi per nadaan ub manzil per tanha hein Soch rahe hein in hathon se choota tha wo haath kahan Kia tum ne unko dehha hai kia unse baatein kii hein Tum ko kia samjha'en yaaro khayi hum ne maat kahan Barso baad mile hum unse dono thay sharminda se dono ne chahaa bhi laikin phir aati wo baat kahan Также mein kab socha karte thay so'en gay hum raat kahan Ub aise aawara ghoomein apne wo halaat kahan